Allah ka naam say sharu jo nihayat
raheem aur mehrban hai
Aaj kal hamari rozi mai barkat koi
nahi hai
Aik shakis hazrat ibraheem bin
adeem say bahch kar raha tha ki barkat naam ki koi cheez nahi hai
hazrat ibraheem bin adeem na kaha tum nay kuty aur bakriya dakhee hai woh shakis bola gi haan
hazrat ibraheem bin adeem bolay sab say zada bachay kon janta hai kuty ya bakriya yo shakis bola kuty
hazrat ibraheem bin adeem na kaha tum nay kuty aur bakriya dakhee hai woh shakis bola gi haan
hazrat ibraheem bin adeem bolay sab say zada bachay kon janta hai kuty ya bakriya yo shakis bola kuty
Hazrat ibraheem bin adeem bolay
tum ko bakriya zada nazr aati hai ya kuty yo shakis bola bakriya
Ibraheem bin adeem bolay jab ki
bakriya ziba hoti hai magr phir be kam nahi hoti to ka ya barkat nahhi hai us
ka naam barkat hai phir woh shakis bola aisa kwe ki bakriyoo mai barakat hai
aur kutu mai nahi Ibraheem bin adeem bolay bakriya
raat hoty hee phoran soo jati hai aur fajir say pahlay uth jati hai Ya nazoola rahmat ka waqt hota hai
lahza un may barkat hasil hoti hai aur koty raat bar bunktay rahtay hai aur
fajr kareeb soo jatay hai laza rahmato barkat say mahroom hotay hai
Bas goro phikir ka makaam hai aaj hamara bi yahi haal hai hmm apnay raatoo ko fazooliyat mai guzartay hai aur waqtay nazoola rahmat soo jatay hai aaj kal ki hamari nawjaan nasil jo saari raat mobile phone use karty hai facebook use karty hai aaj kal naya fitna tiktok use karty hai jiss ki waja say woo sarari saari raat jagtay hai aur jab nimaaz fajr ka time aata hai tab soo jatay hai isi waja say aaj na hamaray maal ma barkat hai nahi hamari awlaad mai aur na hi kisi doosri cheezu mai barkat hai

Shukriya achi baat doosru tak
ponchana sadkaya jariya hai aap bi is article ko zada say zada share karay
ConversionConversion EmoticonEmoticon